Ram Darshan

The main reason for naming this EP (Extend Play) as 'Ram Setu' (setu means bridge) is that the bridge always binds the two ends together. My songs are also playing the role of bridge which connects my heart with the hearts of people who listen to my songs. Awadhi and Traditional songs have been used inside the EP to keep the vibe and atmosphere of Ramlila alive. We often get to hear Bhajans and Awadhi songs in Ramlilas held in cities and the best thing is that even today Ramlila happens in the same manner and beauty as it used to be many years ago.

Song Credits:
Song Title Ram Darshan
Singer(s)Narci
Lyricist(s)Narci
Music ByNarci
LabelNARCI (YouTube)
AlbumRam Setu EP
Ram Darshan Lyrics in Hindi

पता नहीं किस रूप में आकर
नारायण मिल जाएगा
निर्मल मन के दर्पण में वह
राम के दर्शन पाएगा

पता नहीं किस रूप में आकर
नारायण मिल जाएगा
निर्मल मन के दर्पण में वह
राम के दर्शन पाएगा

पता नहीं किस रूप में आकर
नारायण मिल जाएगा
निर्मल मन के दर्पण में वह
राम के दर्शन पाएगा

सांस रुकी तेरे दर्शन को
ना दुनिया में मेरा लगता मन
शबरी बनके बैठा हूँ
मेरा श्री राम में अटका मन
बेकरार मेरे दिल को मैं
कितना भी समझा लूं
राम दरस के बाद
दिल छोड़ेगा ये धड़कन
काले युग का प्राणी हूँ
पर जीता हूँ मैं त्रेता युग
करता हूँ महसुस पलों को
माना ना वो देखा युग
देगा युग कलि का ये
पापो के उपहार कई
चंद मेरा पर गाने का
हर प्राणी को दूंगा सुख

हरि कथा का वक्ता हूँ मैं
राम भजन की आदत
राम आभारी शायर
मिल जो रही है दावत
हरि कथा सुना के मैं
छोड़ तुम्हें कल जाउंगा
बाद मेरे ना गिरने देना
हरि कथा विरासत
पाने को दीदार प्रभु के
नैन बड़े ये तरसे है
जान सके ना कोई वेदना
रातों को ये बरसे है
किसे पता किस मौके पे
किस भूमि पे किस कोने में
मेले में या वीरने में
श्री हरि हमें दर्शन दे

पता नहीं किस रूप में आकर
नारायण मिल जाएगा
निर्मल मन के दर्पण में वह
राम के दर्शन पाएगा

पता नहीं किस रूप में आकर
नारायण मिल जाएगा
निर्मल मन के दर्पण में वह
राम के दर्शन पाएगा

पता नहीं किस रूप में आकर
पता नहीं किस रूप में आकर
पता नहीं किस रूप में आकर
पता नहीं किस रूप में आकर

इंतजार में बैठा हूँ
कब बीतेगा ये काला युग
बीतेगी ये पीड़ा और
भारी दिल के सारे दुख
मिलने को हूँ बेक़रार पर
पापो का मैं भागी भी
नज़रें मेरी आगे तेरे
श्री हरि जाएगी झुक
राम नाम से जुड़े हैं ऐसे
खुद से भी ना मिल पाए
कोई ना जाने किस चेहरे में
राम हमें कल मिल जाए

वैसे तो मेरे दिल में हो पर
आंखें प्यासी दर्शन की
शाम सवेरे सारे मौसम
राम गीत ही दिल गाये
रघुवीर ये विनती है
तुम दूर करो अंधेरों को
दूर करो परेशानी के
सारे भुखे शेरों को
शबरी बनके बैठा पर
काले युग का प्राणी हूँ
मैं झूठा भी ना कर पाउंगा
पापी मुह से बेरो को
बन चुका बैरागी दिल
नाम तेरा ही लेता है
शायर अपनी सांसें ये
राम सिया को देता है
और नहीं इच्छा है अब
जीने की मेरी राम यहां
बाद मुझे मेरी मौत के बस
ले जाना तुम त्रेता में

राम के चरित्र में सबको अपने घर क
Ram Darshan Lyrics in English

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Saans ruki tere darshan ko
Na duniya mein mera lagta mann
Shabari banke baitha hoon
Mera shree ram mein atka mann
Bekaraar mere dil ko main
Kitna bhi samjha loon
Ram daras ke baad
Dil chhorega ye dhadkan
Kaale yug ka praani hoon
Par jeeta hoon main treta yug
Karta hoon mehsus palon ko
Maana na wo dekha yug
Dega yug kali ka ye
Paapon ke uphaar kai
Chand mera par gaane ka
Har praani ko dega sukh
Hari katha ka vakta hoon main
Ram bhajan ki aadat
Ram aabhaaree shaayar
Mil jo rahi hai daawat
Hari katha suna ke main
Chhor tumhe kal jaaunga
Baad mere naa girne naa dena
Hari katha viraasat
Paane ko deedaar prabhu ke
Nain bade ye tarse hai
Jaan sake na koi vedna
Raaton ko ye barse hai
Kise pata kis mauke pe
Kis bhoomi pe kis kone mein
Mele mein ya veerane mein
Shree hari humein darshan de

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Pata nahi kis roop mein aakar
Pata nahi kis roop mein aakar
Pata nahi kis roop mein aakar
Pata nahi kis roop mein aakar

Intezaar mein baitha hoon
Kab beetega ye kaala yug
Beetegi ye peeda aur
Bhari dil ke saare dukh
Milne ko hoon bekaraar par
Paapon ka main bhaagi bhi
Nazarein meri aage tere
Shree hari jaayegi jhuk
Ram naam se jude hai aise
Khud se bhi na mil paaye
Koi na jaane kis chehre mein
Ram humein kal mil jaaye
Waise to mere dil mein ho par
Aankhein pyaasi darshan ki
Shaam savere saare mausam
Ram geet hi dil gaaye
Raghuvir ye veenti hai
Tum door karo andheron ko
Door karo pareshaani ke
Saare bhookhe sheron ko
Shabri banke baitha par
Kaale yug ka praani hoon
Main jootha bhi na kar paaunga
Paapi muh se bero ko
Ban chuka bairagi dil
Naam tera hi leta hai
Shayar apni saansein ye
Ram siya ko deta hai
Aur nahi iccha hai ab
Jeene ki meri ram yahan
Baad mujhe meri maut ke bas
Le jaana tum treta mein

Ram ke charitr mein sabko apne ghar ka
Apne kashton ka ek jawab milta hai

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Pata nahi kis roop mein aakar
Narayan mil jayega
Nirmal mann ke darpan mein wah
Ram ke darshan payega

Ban chuka bairagi dil
Naam tera hi leta hai
Shayar apni saansein ye
Ram siya ko deta hai
Aur nahi iccha hai ab
Jeene ki meri ram yahan
Baad mujhe meri maut ke bas
Le jaana tum treta mein

Ban chuka bairagi dil
Naam tera hi leta hai
Shayar apni saansein ye
Ram siya ko deta hai
Aur nahi iccha hai ab
Jeene ki meri ram yahan
Baad mujhe meri maut ke bas
Le jaana tum treta mein

Pata nahi kis roop me aakar